Statements of our near and dear ones under various situations:
RESULT AGAR ACHCHA HO:
Maa - Bhagwan ki kripa hai.
Papa - Beta Kiska Hai.
Dost - Chal Daaru Peete hain.
RESULT AGAR BURA HO:
Maa - Aag lage is college main.
Papa - Laad pyar ne bigaad diya.
Dost - Chal Daaru Peete hain.
NAUKRI LAGNE PAR:
Maa - Apni sehat ka khyal rakhna
Papa - Khoob Mehnat se kaam karna
Dost - Chal Daaru Peete hain
NAUKRI CHHOTNE PAR
Maa - Naukri hee kharab thee
Papa - Koi baat Nahin, doosri mil jayegi
Dost - Chal Daaru Peete hain
BIRTHDAY PER:
Maa - Jug jug jiye mera beta.
Papa - Hamesha aage badhe.
Dost - Chal Daaru Peete hain.
SHAADI PAR
Maa - Sadaa Sukhi Raho
Papa - Khush Raho
Dost - Chal Daaru Peete hain
BACHHA HONE PAR
Maa - Bilkul mere bete par gaya / gayi hai
Papa - Khush Raho
Dost - Chal Daaru Peete hain
LOVE MAIN FAIL HONE PER:
Maa - Beta Bhool ja usko.
Papa - Mard ban.
Dost - Chal Daaru Peete hain.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
MORAL OF THE STORY:
Duniya badal jati hai par DOST kabhi
nahin badalte...
Friendship Rocks
0 comments:
Post a Comment